Insan zid tu kar sakta hay laikin apni zid kisi dosrey pey mussalat nahee kar sakta. meyrey khayal se Insaan apni jaeez baat pe arr jaey aur phir peechey na hatey, chahey uss k liey jitni bari se bari qurbani deyney parey. Compromize bhi aik hud tuk kiya ja sakta hay , Jub limits ho jaein tu sirf aur sirf apni hee suney.
Nuqsaan aur Nafey ka na sochey phir. Yeh bhi na sochey keh uss se uss ki life kitni mutasir ho rahi hay. Meyra khayal hai kuch days mein woh behteri ki taraf Loutney lagey ga. aur phir halat normal ho jaein ge.
Jis din aik insaaN doosrey Insaan se darna chor dey ga agur woh huq ki baat pe qaeem hay tu buhat jald sub kuch theek hOjaeyGa.
Ohh friend aa gaya , mein aaj barey mood mein tha philosphy k. Chalein neXt time. Time for some samosas.
Tuesday, July 17, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment