I didn't like orkut, because I didn't like it's idea. Everything is opened and either you doing black or white , Doing infront of everyone. Your friendlist your scrapbook , telling world about you. Now Time to change my mind I guess. It's far better than flirting with people on MSN or YAHOO or any pvt chat stuff where you can be lover of at one time.
Atleast whatever you doing it's open.
Be my Friend :o)
Tuesday, July 24, 2007
Shoaib mansoor ' s Khuda k liey
I've just downloaded Ahmed Jehanzeb song for the movie Khuda k liey, And I am sharing the URL
http://www.mp3hungama.com/music/download.php?song_id=21195
Even you can download whole album from www.mp3hungama.com .
Ticket is costly warna tu I had plan to watch the movie :p
http://www.mp3hungama.com/music/download.php?song_id=21195
Even you can download whole album from www.mp3hungama.com .
Ticket is costly warna tu I had plan to watch the movie :p
Wednesday, July 18, 2007
Tuesday, July 17, 2007
zid.
Insan zid tu kar sakta hay laikin apni zid kisi dosrey pey mussalat nahee kar sakta. meyrey khayal se Insaan apni jaeez baat pe arr jaey aur phir peechey na hatey, chahey uss k liey jitni bari se bari qurbani deyney parey. Compromize bhi aik hud tuk kiya ja sakta hay , Jub limits ho jaein tu sirf aur sirf apni hee suney.
Nuqsaan aur Nafey ka na sochey phir. Yeh bhi na sochey keh uss se uss ki life kitni mutasir ho rahi hay. Meyra khayal hai kuch days mein woh behteri ki taraf Loutney lagey ga. aur phir halat normal ho jaein ge.
Jis din aik insaaN doosrey Insaan se darna chor dey ga agur woh huq ki baat pe qaeem hay tu buhat jald sub kuch theek hOjaeyGa.
Ohh friend aa gaya , mein aaj barey mood mein tha philosphy k. Chalein neXt time. Time for some samosas.

1:55 Am
Iss waqt raat k 1:55 Am hoey hain , aur hameysha ki tarha iss dafa bhi hamarey ghur ki light ja k aa chuki, Laikin iss baat ka kuch pata nahee keh dubara bhi jaey ya nahee. Behr haal iss time pe mein shayad first time kuch pOst kar raha Hoonga Kion k Iss time meyree jo activitiy hOti hay woH ub possible nahee. Shayad ub waisee activity possible ho he na sakey.
Insaan aik hud tuk compromise karta hay , phir uss k baad he gives up everything aur nateeja sochey samjhey bagair apney zehn aur dil ki sunta hay. Gou k mushkil hoti hai hur baar jub bhi aisa ho laikin iss k bagair koi chara nahee :) Iss se pehley ke mein fazOOl mein uLta seeDha likhta jaOn, Ijazat.

Monday, July 16, 2007
Allah Ho from Khuda k liey
Mr. Shoaib Mansoor the famous and One talented Pakistani Director(Alpha bravo Charlie) has directed a Pakistani Movie releasing on 20th July 2007. Music is cool and Specially HAMD "Allah Ho" And I am listening it right now(back to back).
Songs are available in reasonable mp3 format. If you can buy cd I highly recommend :o)
.
Songs are available in reasonable mp3 format. If you can buy cd I highly recommend :o)
.
Subscribe to:
Posts (Atom)